This is default featured slide 1 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 2 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 3 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 4 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

This is default featured slide 5 title

Go to Blogger edit html and find these sentences.Now replace these sentences with your own descriptions.

Saturday, May 29, 2021

Tesla Model X 2019 Information In Hindi


Aj ham janege dunya ki sabse safest suv car ke bare me .

Dunya ki sabse safest suv car TESLA MODEL X 2019 he .
 
Tesla Suv model x Information 
* Price - 2 carore 
* Acceleration 3.8 s 0-60mph.
* 0 to 97km/h in just 6 seconds 
* Top Speed - 210km/h 
* Tesla safely star rating - 4.9 stars 
* Seater - 5,6,7 offered 
* 17 inch touch screen 
* 2 wire less charging for mobiles 
* Main special feature - electric car jisme petrol use nahi hota . 
* Auto pilot mode 

- Tesla model x me autopilot mode he jo isko ek dam expensive bana deta he sath hi sath iski safety ki bat hi kya kre 4.9 star rating he tesla ki jo world ki sabse jayada safety vali suv car he .

- Tesla ke piche ke do door bade hi premium look k sath open hote he jo dono door sidha upr side jake open hota he 

- Tesla me apko door open krne ki jarurat nahi he apko key di jati he jisme apko button dabane se door apne ap open ho jata he jo ki ek amazing features me se ek he 
 
- Tesla me wing door ka option bhi mil jata he jo upr dikhaye gaye pic ki tarah open hote he jo ek dam classic look dete he tesla suv x ko.

- Tesla me kai sare aur bhi features he jaise ki games in screen high volume speakers aur bahot kuchh 

- Tesla ka interior bhi itna amazing he ki usme apko ek Tv jitni badi screen di jati he 

- Tesla me apko steering left side me milta he aur tesla ek esi gadi he jisme.almost sab kuch automatically ho jata he 

- 2021 me tesla ki model x ki face lift bhi hone vali he jiska tesla buyer ko bhot jayada intezar he .

- Tesla me iske sath kai sara modes bhi diye gaye he jaise 

- chil mode 
- sport mode 
- ludi crus 
- ludi crus + ( heavy power and super faster mode)

- Tesla suv me 5 seat available he par ap chaho to boot ka istemal krke 7 seater bhi bana sakte ho , bahar se dikhne me bhale hi chhoti lagti ho par yeh badi luxury or premium gadi he .





Friday, May 28, 2021

TESLA HISTORY IN HINDI


             Tesla's successful history 


Tesla ek esi company he jo apne time ki technology se age ke time ki technology use krti he. Telsa electric car banati he jo ki ap sab log jante hi hoge.
 
Electric car ke do bade fayde he. 1 shor nahi karti he 2nd pradusan nahi felati he .

Tesla company ek esi he jisne aj tak market ki sabse achhi electric cars banai he

Tesla company ek 2003 ki start up company thi jiske Ceo ELON MUSK he , company ka target pehle se esa thaki ek achhi electric car banai jay jo affordable ho aur performance me ek petrol vali car ko mat de sake abhi ek aisi car banane k liye usko paisa chahiye tha ther sara pesa jise wo use production me la sake aur ek badi company suru kar sake.

To unhone iske liye step by step ka sahara liya apne target tak pohach n ke liye alag alag sidiya banai jise wo apne target tak pahoch sake 

Isme pehla step tha yeh tha ki pehle esi car banana jo profit double ho aur electric bhi ho jiski range achhi he aur use itne amout me launch kra jay jise wo profit kama sake 

Unhone iske liye un car ko limited num me launch kiya jise uski demand badhe, unki pehli car thi 2008 me tesla roadster 

                    [ R O A D S T E R ]

Ab is car ke launch hone aur sale hone ke bad tesla n itna earn kar liya tha ki ab bari thi step 2 ki ab bari thi tesla ki thodi jyada market me run krne vali aur thode jyada unit me launch krne vali gadi ki aur use jo use jo earn hoga wo sara add up hoga us affordable car banane k liye .

Tab launch ki unhone Tesla "s" jo dunya ki sabse safe aur famous car ban gayi , is car ki exceleration isni jyada achhi thi ki even enke jo petrol car competitor he wo bhi ise nahi hara pa rahe the , iski k sath ek petrol car se 3 guna jayda efficient thi aur ek full charge me apko 480 km ki range milti thi sath hi sath super charge ka bhi fayda milta tha 

   
                  [ Tesla model S (suv) ]
 
                     [ Tesla model X]

Model s ke sath unhone model x bhi launch kr di jo ki ek suv(super elevator vehicle) he , har safety category me 5star lene k sath yeh kafi famous ban gayi , jaha tesla motor ki chhap chhappi thi waha log tarifo k pul bandhe ja rahe the 
 
Abhi bari the elon musk k 3rd step ki final move ki ek esi car launch krna jo affordable car ho jiski range petrol car se thodi jayada ya uske jitni ho aur jayada safe ho isko dhyan me rakhte 2017 me launch ki tesla model 3 .

                       [ Roadster 2]

Model 3 ke launch hote hi is car n dhamal macha di 1000$ ke reservation ke sath tesla k pass itni reservation ayi ki aj tak kisi ke pass itni reservation nahi ayi he 

Itne sare reservation ko deliver krne ke liye company ko bahot mehnat krni padi 

Abhi abhi company ne ek SA truck launch kiya he jo sasta aur kifayti rahega chalane me sath hi thay uski safety rating bhi high he aur sabse badi bat he aur is truck ki khas bat yeh he ki wo normel truck se 3× jayada efficienty dikhata he 

                        [ Tesla truckk ]

Ise petrol me bhi jyada fayda hoga aur truckers ko bhi jayada fayda hoga iske alagava 2019 me Tesla roadst jo dunya ki sabse fastest electric car he wo 0 to 100 1.9 second me archive krti he , jo dunya ka bada world record he 

Tesla truck aur cars ke alava tesla company ke under power wall bhi Banata he power wall ek tarah ka battety aur inventor system he jo ki 10 kw aur 7kw capacity me ata he , yeh system sidha apki diwal me amout ho jata he lekin jo chiz yeh apki normel inventor se alag banata he ki isme lithium's battery ka use hota he jinki efficiency apne ap me hi bahot jayada he aur unka charging time bhi kam to wo badi jaldi charge ho jate he aur apko achhi khasi effiency ke longer range provide krte he 
                         [ power wall ]

Jaha pr ek hamari normel battery 5-6 sal me khatam ho jata he waha ek lithium battery 12 se 13 sal ka he to mana ka ek bar ap power wall khrid le ek bar mahenga padega pr future me utna hi sasta padega 

Yeh ek esi tiles ban jati he jo apki chhat pr lag jati he aur dhup se energy banake aur use hi apki power wall aur electric car charge krti he sath hi sath yeh jo tiles he wo sollar panel se dikhne me bhi achhi lagti he aur apki normel ghar ki tiles se bhi sasti padti he lagane me .

Over all Tesla ek successful company he jo ane wale future me bhot age jane vali he 


Thursday, May 27, 2021

Lamborghini Urus Information in hindi

|| Lamborghini Urus ek sport car he jo north Italian company he ||

* Lamborghini Urus Information 
- price - 3.15 carore to 3.43 carore 
- 5 seater 
- Lamborghini urus powered by 4.0-liter twin turbo v8 engine (650ps/850nm)
- Urus top speed - 305km/h
- Urus 3.6 second me 0 to 100 ki speed pakd leti he sath hi sath12.8 second me 0-200 ki speed pe pohach jati he .
- Urus engine cc - 3966 he
- Fuel typ - petrol  
- Fuel tank capacity - 85.0 leter 
- Mileage - 8km/ leter 
- horse power - 478kW (6000 rpm)
- Numer of cylinder - 8 

- India ke pehele 5 urus buyer me ek gujrat ke bade jane mane business men anil ambani bhi he jo 2018 me launch hote hi pehle india k urus buyer bane the 

- india me urus k total 100 unit se jayada he 

- urus 2 Variant me available he 
• v8 and pearl capsule 

                      [ U R U S  - V 8 ]


                      [ pearl capsule ]

- Lamborghini urus ek classic Iconic performance SUV car he jo all wheel Drive (Aaur) aur automatic transmission bhi mil jata he aur Urus Lamborghini ki pehli 2018 ki luxury sport suv car he .

 ~ World most expensive car ke bare me jane ke liye yeh blog jarur dekhiyega 


Friday, May 21, 2021

C H I R O N

| C H I R O N | 


* Chiron dunya ki sabse expensive aur mahengi gadiyo mese ek he jo BUGATTI banati he .

*  Chiron price - 21.21 carore he 
* Chiron mileage - 4.67km/leter 
* Chiron max speed - 420km/Hour 
* Chiron engine - 8 l w 16 jo 1500 horse power generate krta he 
* Chiron 2.3 second me 0-60 ki speed pe a jati he .
* Chiron ka linear 2000 se 6000 tak rpm he
* Chiron engine cc - 7993cc
* Chiron fuel tank capacity - 100 leter 
* Chiron seating capacity - 2 seater 
* Chiron transmission Typ - automatic
* Chiron fuel Typ - Petrol   
* Chiron ke word me sirf 40 unit hi banaye gaye the 

                        | C H I R O N |
* Yeh jankar apko khushi hogi ki ek indian ne bhi chiron buy ki he jo india ke sabse pehle chiron buyer he jiska name MAYUR SHREE he .

* Mayur Shree ke pass bhot sari mahengi gadiya he jo india ke bade business ya actors k pas bhi nahi he .






Wednesday, May 19, 2021

Tata Nexon Ev Full Information

  - Tata nexon ne apni electric car launch ki thi india ma jiska name Tata Nexon Ev He EV ( Electric Version )
 
 - Yeh nexon apko 3 variant me milti he 
          * Tata Nexon xm 
          * Tata Nexon xz+
          * Tata Nexon xz+ Luxury's 

- Tata Nexon Ev takriban 13.99 se rehti he 
& Top model 16 lakh se upr ka milta he.

- Yeh india ki first XUV he jo ki Zeeptron technology ke sath ayi he , aur itni kam kimmat me Tata hi kar payi he .

- indicon ayi thi uski kimmat thi 22-24 lakh rakhi gayi thi

- iski kahina kahi 14 lakh kimmat rakh kr sahi india ka product diya he aur yahi india ka future he .

- nexon 3 colors me available he 
     * Blue 
     * white 
     * green 

- Tata ki harek gadi Harrier ho ultros ho tiago ho usme key same di jayi he jiske upr lock niche unlock , head lamps aur boot open ka button diya jata he .


- Tata ev  Me diamond cutter alloywheel diye gaye he , 215 | 60 ( 16 inch ) ka alloy wheel diya gaya he , jisme greep vagera behtar milti he jo road ko pakad kr chalti he aur ek jo range he wo bhi sahi mil jati he 

- Tata nexon ev me pichhe hi charging point diya gaya he jaha se apki gadi charge hogi .


- Nexon me rear whiper diya gaya he normel nexon jaisi tail light aur keys se boot open kr sakte he .

- boot ki bat kre to 350 leter ka boot space diya gaya he.
 
- Yeh tata nexon ka charger he jo portable he jise ap kahi bhi leke ja sakte ho ise gadi ko charge hone me 8 hours lagte he .
 
- spare wheel bhi 16 inch ka hi milta he

- nexon ev ka interior bhi premium look deta he 

- Nexon aur ev ka almost same interior he thoda bhot hi frk dikhta he .

- 321 range bata rahi he iski pr 250 se 300 to jayegi hi jayegi 

- noxon ev me 3 mode bhi mil jate he 
      * power
      * eco
      *Reigen 

- car start hote hi apko pata nahi chalega ki car start ho gayi he koi vibration nahi hogi Tata nexon ev lena ka yeh ek aur fayda bhi he

- ev ki higgher range 160 batai gayi he to yeh gadi bhot bhagegi iski umind na rakhe pr diesel petrol nexon ke samne yeh sabse pehle 100 touch kregi pr uske bad iski range kam hoti jayegi 
 
- Yeh 1£\km me yeh nexon apko padegi 
 Ek dam silent gadi he vibraton 0 brbr hote he 
- 7 inch ka apko android ka car play 
- high class rear camara nahi he par apka kam ho jata he reverse lene me
- Automatic Ac mil jata he 
- 312 ka range tata n Ac k sath hi batai he
- 12 vault ka charging pot usb mil jata he 
- Arm rest  slideable nahi milta 
- rear me lag room bhi kafi achha milta he 

- ev me apko 4 drive mode mil jata he
     * nutern 
     * drive mode
     * sport mode
     * reversed 
 

- Nexon ev k top model me chale jate ho to ledher ki seat milti he jo ek dam premium look deti 
- usme son roof mil jati he 
- automatic hed lamp
- automatic wipper bhi mil jate he 

* Hope hs Apko blog pasan aga hoga 💕 *